DESCRIPTION:
Song : Jaa Sanam
Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kamaal Khan & Sneha Pant
Lyrics:
aa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga
Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua ...(2)
Tumbin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa
Jaa sanam aayi phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool na paaonga ...